Shuru Kyun Kiya
Hum mile kafi saalon pehle
Yaarion ki talaash mein
Door ghar se akele hum rehte
moj masti mein din bitaate
sooni raaton mein gup ladate
Dosti ka safar hamara
Ishq tak le gaya
​
Jab tune jaana bichadna hi tha
Fir tune yakeen dila kyun diya
Jab tune jaana bichadna hi tha
Fir junoo yeh shuru kyu kiyaa
​
[Tere Khel me mein haara
Jo Wafa Meine Kiya
Rab ki Taarif karun tujhse juda jo kar diya] X2
Bewafai ka yeh gunah tune kyun kiya
Rabi Ki taarifein karun tujshe juda kar diya
​
Hai mazhab jo alag hamara
Chunliya doosra dewaana
Khof lagta tujhse zamane se
Door rehta magar woh tujhse
Uski yaadien tujhe sataati
Us tanhai mein khusiyan paane
Karib tu aayi
​
Jab tune jaana bichadna hi tha
Fir tune yakeen dila kyun diya
Jab tune jaana bichadna hi tha
Fir junoo yeh shuru kyu kiyaa
​
[Tere Khel me mein haara
Jo Wafa Meine Kiya
Rab ki Taarif karun tujhse juda jo kar diya] X2
Bewafai ka yeh gunah tune kyun kiya
Rabi Ki taarifein karun tujshe juda kar diya
​
[Jhoota Jhoota Jhoota Dil Tera
Toota Toota Toota Dil Mera] X 2
​
[Tere Khel me mein haara
Jo Wafa Meine Kiya
Rab ki Taarif karun tujhse juda jo kar diya] X2
Bewafai ka yeh gunah tune kyun kiya
Rabi Ki taarifein karun tujshe juda kar diya
​